ALLAH KAB
KHUSH HOTA HAI .
Hazrat Moosa (A.S) ne ek
martaba
ALLAH Paak se
puchha,
Aye ALLAH Jab tu khush
hota hai to
kya karta
hai?
ALLAH ne frmaya main uss
din
barish
barsata
hun!
Hazrat Moosa (A.S) ne phir
puchha,Aye ALLAH jab tu
ziada khush hota hai to kya
krta
hai?
ALLAH ne farmya mei uss
din
betiyan
paida
krta hun!
Hazrat Moosa(A.S) ne phir
puchha
Aye ALLAH jab tu sab
se ziada khush hota he to
kya krta
hai?
ALLAH ne farmya uss din
main
logon
k ghar
mehman bhejta hun...
(Subhan ALLAH).
By war4u
27 Feb 2015
Filled Under: Allahs happiness, daughters in islam, guests in islam, khuda ki kushi, rain in islam
Jab ALLAH khush hota hai
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Reference?
ReplyDelete