Namaz Padhne K Dauran Me Hone Wali Bohat Badi Galtiyan,
Jin Se Bachna Bohat Zaarori Hota Hai.
(1) Jaldi Jaldi Namaz Pahrna,galti
(2) Paon Or Ungliyon Ka Qibla Ke Tarf Na
Hona,galti
(3) Sajde k duran paaon ka zameen se uthh
jana,galti
(4) Imam Se Pehle Koi Arkaan Adaa Karna,galti
(5) Rukuh Me Kamar Ka Seedha Na Hona,galti
(6) Sajday Me Naak Zameen Per Na
Lagana,galti
(7) Sajde Me Kohniyon Yani (Kalaai ) Ka Zameen Se Touch
Karna,galti
(8) Attahiyaat Me Hath Ke Ungliyan Ghutnon Se Neeche Hona,galti.
Kisi 1 Ko Send Kar Dain Kya Pata Aap Ki Wajah Se Kisi Ke Namaz Theek Ada ho jaye.’!
NABI (S.A.W) Ne Farmaya:
Jab Tum Kuch Bhul JaoTo Mujh Pe Darood behjo. IN SHA ALLAH
Yaad Aa Jayga.Yeh Bahut Keemti Hadees Hai Sab Ko Batao.
Hamare pyare NABI karim (S.A.W.) ne
Hazrat Ali (R.A.) se farmaya\
aye Ali meri 5 wasiyatain meri ummat
tak pohncha dena
1\
Azaan ho to namaz me jaldi karna
2\
Ghar me janaza ho to dafnaane me jaldi karna
3\
Agar koi naraz hai to uss se maafi jaldi
mangna Q k zindagi ka kuch pata nahi
4\
Koi mehmaan ghar aaya hai to usski
khidmat jaldi karna Q k kya pata woh kab ka ghar se nikla ho
5\
Jawan beti ghar me ho to usski shadi jaldi karna agar tofeeq ho to aap bhi hamare
pyare Nabi (S.A.W.) ki 5 wasiyaton ko aage send karain khubsurat
hadees:
1.Dua K Siwa Koi Chiz Taqdir K Faisle Ko Nhi badalti
2.Neki K Siwa Koi Chiz Umr Ko Nhi bada Sakti
3.Sadqe K Siwa Koi Chiz Musibat Ko Nhi Taal Sakti
4.Zakaat K Siwa Koi Chiz daulat Ko Pak Nhi kar Sakti
5.Allah ta'ala us Shaks Ko Abad Rakhta H Jo Hadis padh Kar usey dusro ko pahunchaye . . .
0 comments:
Post a Comment